Best Racold Geyser in India



Agar aap ek best and reliable geyser khridna chaate hai. To aap racold geyser buy kar sakte hai. Racold geysers me aapko every types ke geyser mil jaayenge. Aur saath hi aaj ke time ki har type ki technology mil jaayegi.
Yha par m racold brand ke kuch best geyser ki list share karunga. Ye water heater maine technology, safety, features, look, price ke hisaab se select kiye hai.

Top 10 Best Racold Geysers in India

  1. Eterno 2 Storage 15 Liter 2 KW Vertical Water Heater White & Metallic Blue- 5 Star | Check Price
  2. Andris 10_I 10-Litre Water Heater (Ivory) | Check Price
  3. 10 L Storage Water Geyser (White, CLASSICO SWIFT) | Check Price
  4. Eterno Swift 25-Litre Storage Water Heater (White and Tan) | Check Price
  5. CDR Storage 10 Liter 2 KW Vertical Water Heater White & Gray- 5 Star | Check Price
  6. Eterno Swift 15-Litre Storage Water Heater (White and Tan) | Check Price
  7. Pronto Neo 3 Litres 3KW Instant Water Heater (White) | Check Price
  8. Eterno Intello 15 Liter 2KW Storage Water Heater (White with Metallic Silver Strip) | Check Price
  9. Andris AN LUX 15-Litre Geyser (White) | Check Price
  10. Pronto Stylo 3801950 6-Litre Instant Water Heater (White and Tan) | Check Price

1. Racold Eterno 2 Storage 15 Liter 2 KW Vertical Water Heater

Racold-Eterno-2-15-Litre-Best-Geyser
Racold ki traf se aane wala Eterno 2 jo ki aapko 15 litre ki water storage capacity me milta hai. Isko specially italian design diya gya hai. Jo ki dekhne me bhut hi sundar aur best geyser hai.
Smart Bath Logic technology ka use kiya gya hai. Jisse aap water temperature ko apne according adjust kar paaoge.
Inner container me polymer ki coating kari gai hai. Isliye isme corrossion hone ke bilkul chance nhi hai.
Isme Hight pressure resistance mil jata hai. Jisko aap high rising building me bhi use kar sakte hai.
Jayda efficiancy ke liye Titanium Enameled Heating Element  ka use kiya gya hai. Jo ki low energy consumption karta hai. Aur long life wala element hai.
BrandRacold
ModelEterno 2
Capacity15 Litre
TypeStorage
Power Consumption2000 W

2. Andris 10_I 10-Litre Water Heater (Ivory)

Racold-Andris-10-Litre-Best-Geyser
Racold ki traf se aane wala Andris geyser jo ki 10 litre ki water storage capacity me aata hai. Isme inlet flow system unique diya gya hai. Jo ki traditional water heater se 10% jayda efficiancy deta hai.
Isme thick polyurethane insulation layer diya gya hai. Jisse heat loss nhi hoti aur water kaafi time tak garam rhata hai. Aur energy ki saving karta hai.
Isme rotating knob diya gya hai. Jiski help se aap water ke temperature ko set kar sakte hai.
Agar iske look ki baat kare to kaafi accha look humko dekhne ko milta hai. Iske front me company ki branding di gai hai. Aur saath hi rotating knob di gai hai.
BrandRacold
ModelAndris
Capacity10 Litre
TypeStorage
Power Consumption2000 W

3. CLASSICO SWIFT 10 L Storage Water Geyser (White)

Racold Classico Swift 10 Litre Best Geyser
Classico Swith jo ki Racold brand keek traditional water heater hai. Jo ki 10 litre ki water storage capacity me milta hai. Isme 33% faster heating ka feature diya gya hai.
Agar aapko high rising building ke liye geyser buy karna hai. To iske liye bhi ye water heater suitable hai.
Isme high power heating element ka use kiya gya hai. Jisse paani jaldi garam ho jata hai. Aur aapko paani garam hone ke liye jayada wait nhi karna padta hai.
Iske design ki baat kare to bottom me LED indication diya gya hai. Jisse heating element ke ON-OFF ka pta lag jata hai. Aur ek simple look humko dekhne ko milta hai.
BrandRacold
ModelClassico Swift 
Capacity10 Litre
TypeStorage
Power Consumption3000 W

4. Eterno Swift 25-Litre Storage Water Heater (White and Tan)

Racold Eterno Swift 20 Litre Best Geyser
Racold Eterno Swift geyser jo ki 25 litre ki water storage capacity ke saath ata hai. Jisme Smart Bath Logic ka feature diya gya hai. Agar aap ye geyser khrid rhe hai to ye racold ka ek best water heater hai.
Smart Bath Logic means ek adjustable rotary knob se temperature ko apne according set karna. Isse aap water ke temperatuer ko set kar sakte hai. Jisse energy and power saving hoti hai.
Agar iske look ki baat kare to front me racold company ki branding di gai hai. Aur front bottom me smart bath logic ki adjustable knob di gai hai. Aur iska ek italian design kiya gya hai.
BrandRacold
ModelEterno Swift 
Capacity25 Litre
TypeStorage
Power Consumption2000 W

5. CDR Storage 10 Liter 2 KW Vertical Water Heater

Racold CDR 10 Litre Best Geyser
Racold ka CDR model jo ki 10 litre ki water storage ki capacity me milta hai. Iske inner tank me Unique polymer protective coating technology ka use kiya gya hai. Jisse corrosion hone ke chance khatam ho jaate hai.
Isme three level ki safety di gai hai. Jaise ki high temperature and pressure protection with Auto Cutoff thermostats and safety valve.
Iske heating element par electrolytic process kiya gya hai. Jo ki element ki life ko increase karta hai.
Isme SPHP corrsion resistance technology ka use kiya gya hai.
BrandRacold
ModelCDR
Capacity10 Litre
TypeStorage
Power Consumption2000 W

6. Eterno Swift 15-Litre Storage Water Heater (White and Tan)

Racold Eterno Swift 15 Litre Best Geyser
Racold ki traf se aane wala Eterno Swift jo ki 15 Litre ki water storage capacity me ata hai. Isme aapko White with tan color ke saath metallic finishing me mil jaayega.
Isme Smart Bath Logic technology ka use kiya gya hai. Jisse aap apne bath ke according water ke temperature ko set kar sakte hai. Is technology se kaafi had tak ki energy ki saving hoti hai.
Enamel Incoloy ka heating element use kiya gya hai. Jo ki ek reliable element hone ke saath long life wala element hai.
Isme safety point of view se dekhe to multifunction safety valve, Thermal auto cutoff, overheating protection etc. ke advance feature diye gaye hai.
BrandRacold
ModelEterno Swift
Capacity15 Litre
TypeStorage
Power Consumption2000 W

7. Pronto Neo 3 Litres 3KW Instant Water Heater (White)

Racold-Pronto-Neo-3-Litre-Best-Geyser
Racold ki traf se aane wala Pronto Neo instant water heater. Jo ki aapko 3 litre ki water storage me aata hai. Isme Elegant Italian design kiya gya hai. Jo ki iski look ko behtar bnata hai.
Iska  Anti-syphoning system back flow ko protect karta hai. Jisse container empty nhi hota aur geyser me dry heating se nijaat milti hai.
Isme three levels ki safety di gai hai. Jaise ki high temperature cutoff safety, high pressure safety jise aap jayda hight wali building me bhi install kar sakte hai.
Iske look ki baat kare to ek accha look dekhne ko milta hai. Jiske front me racold ki branding di gai hai. Aur front bottom me model name diya gaya hai.
BrandRacold
ModelPronto Neo
Capacity3 Litre
TypeInstant
Power Consumption3000 W

8. Eterno Intello 15 Liter 2KW Storage Water Heater

Racold Eterno Intello 15 Litre Best Geyser
Racold ki aur se aane wala Eterno Interllo jo k 15 litre ki water storage capacity me aata hai. Ye geyser aapke liye best geyser ho sakta hai.
Isme Eco-Sense technology ka use kiya gya hai. Agar heater element ON hai aur use nhi kiya jaa rha. To is condition me eco-sense technology se ek sound generate hoti hai. Jisse humko pta lag jata hai.
Isme Smart Bath Logic ka use kiya gya hai. Jisse aap temperature ko apne according set kar sakte hai. Aur isse aap energy save kar sakte hai.
Agar iske look ki baat kare to kaafi attractive look humko dekhne ko milta hai. Iske front me company ki branding di gai hai. Aur front bottom me Smart Bath Logic technology ka system diya gya hai.
BrandRacold
ModelEterno Intello
Capacity15
TypeStorage
Power Consumption2000 W

9. Andris AN LUX 15-Litre Geyser (White)

Racold-Andris-10-Litre-Best-Geyser
Racold ki traf se aane wala Andris 15LUX jo ki 15 litre ki water storage capacity me milta hai. Iska kaafi accha aur attracitve look hone ke karan kaafi popular bhi hai.
Iske tank ko glass lined material se bnaaya gaya hai. Jisse corrosion hone ke chance nhi rhate. Aur tank ki life long ho jaati hai.
Isme ek temperature indicatior bhi diya gya hai. jisse aap water ka temperature bhi dekh sakte hai.
Agar iske look ki baat kare to kaafi attractive look dekhne ko aapko milega. Iske look se hi ye geyser kaafi popular bhi hai.
BrandRacold
ModelAndris LUX
Capacity15
TypeStorage
Power Consumption2000 W

10. Pronto Stylo 3801950 6-Litre Instant Water Heater

Racold Pronto Stylo 6 Litre Best Geyser
Racold ka Pronto Stylo ka ye best geyser jo ki 6 litre ke water storage capacity me aata hai. Ye ek instant water heater hai. Instant geyser hone ke karan isme water garam hone ke liye aapko jayda wait nhi karna padega.
Faster heating ke liye isme high power ka heating element diya gya hai. Jisse water instantly garam ho jata hai.
No Dry heating ke liye isme Anti-syphoning system diya gya hai. Jisse water ka backflow nhi hota aur iske karan container empty nhi hota.
Agar iske look ki baat kare to over all kaafi accha look humko dekhne ko milta hai. Jiske front me Racold ki branding di gai hai. Aur nich me model name diya gya hai.
BrandRacold
ModelPronto Stylo
Capacity6
TypeInstant
Power Consumption3000 W

Conclusion on Racold Best Geyser

Friends, Is article me humne racold ki traf se aane wale top 10 best geyser ko btaya hai. Jisme storage water heater ke saath instant water heater ko bhi include kiya gya hai. Asha karta hu ki is article se aapko racold me best water heater select karne me aasani hogi.
Post a Comment (0)
Previous Post Next Post